Jan 26,2009 Dopahar k lagbhag 1:30 bje 30 sec ka sanaata Rastra k gaurav k samne Gantantra ka matlab btane ko kafi tha. Aur hme thithak kar unki aankhon ki bechaini ko dekhna nayab.Dhimi barish ki bunde jha sanate ko bhang krti wahi unki aakho ki bechaini hme uksati. Aakhirkar mai us sanate ko punyviram unke Dil Ko Chu Dene wali sayari se lagaya or talion ki gargrahat hme sukun de gyi aur ek nyi kahani likhne ka srot . Usroj school bus me bhi bhadhaiya mili thi. mai ghar pahucha to ma papa aur ghar ke sbhi ki khushi chupae nhi chup pa rhi thi. raat gahrai aur uss roj bdi sukun ki nind aai. Ha nind aane se pehle mere jahn me ek sawal jarur bijli ki tarah kaudh gai ki "Agar yhi sawatantrata ka matlab hai to itni masakat kyu ki hogi hmare purwajo ne iske lie" Subeh har roj ki tarah mai bus stand pe pahucha , School bus aai r mai kuch der me school me tha. Sbhi schoolmates katar badh khade hoo rhe the . Ha thodi paresaniya ja...
Posts
Showing posts from 2017